Veer Tum Badhe Chalo

वीर तुम बढ़े चलो

Download PoemDownload PDF

कवि: द्वारिका प्रसाद माहेश्वरी

dwarika prasad maheswari

वीर तुम बढ़े चलो ! धीर तुम बढ़े चलो !

हाथ में ध्वजा रहे बाल दल सजा रहे
ध्वज कभी झुके नहीं दल कभी रुके नहीं
वीर तुम बढ़े चलो ! धीर तुम बढ़े चलो !

veer2

 

 

सामने पहाड़ हो सिंह की दहाड़ हो
तुम निडर डरो नहीं तुम निडर डटो वहीं
वीर तुम बढ़े चलो ! धीर तुम बढ़े चलो !

प्रात हो कि रात हो संग हो न साथ हो
सूर्य से बढ़े चलो चन्द्र से बढ़े चलो
वीर तुम बढ़े चलो ! धीर तुम बढ़े चलो !

एक ध्वज लिये हुए एक प्रण किये हुए
मातृ भूमि के लिये पितृ भूमि के लिये
वीर तुम बढ़े चलो ! धीर तुम बढ़े चलो !

अन्न भूमि में भरा वारि भूमि में भरा
यत्न कर निकाल लो रत्न भर निकाल लो
वीर तुम बढ़े चलो ! धीर तुम बढ़े चलो !

=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=*=

English Version :

Veer Tum Badhe Chalo

Download PoemDownload PDF

Poet: Dwarika Prasad Maheshwari

dwarika prasad maheswari

Veer tum badhe chalo! Dheera tum badhe chalo!

Haath main dhvaj rahe baal dal saja rahe
dhvaj kabhi jhuke nahin dal kabhi ruke nahin
veer tum badhe chalo! Dheer tum badhe chalo!

veer3

 

Samne pahadh ho singh ki dahad ho
tum nidar daro nahin tum nidar dato vahin
veer tum badhe chalo! Dheer tum badhe chalo!

Prat ho ki rat ho sang ho na sath ho
sury se badhe chal chandr se badhe chalo
veer tum badhe chalo! Dheer tum badhe chalo!

Ek dhvaj liye hue ek pran kiye hue
matr bhūmi ke liye pitr bhumi ke liye
veer tum badhe chalo! Dheer tum badhe chalo!

Ann bhumi main bhra vaari bhumi main bhara
yatn kar nikal lo ratn bhar nikal lo
veer tum badhe chalo! Dheer tum badhe chalo!

Login